People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Aaqa
Music: Shuja Haider
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Coke-Studio-Season-9-Episode-1/Aaqa/CSoCaUNfdAQ
Video:
Tarz-i sanaayi man nami-daanam,
Ay noor-i qalbi ay noor-i rooham,
Kaa‘ba-i dil-ha qibla-i dil-ha,
Ishq-i haqeeqi khaaliq-i aalam,

Maula maula maula
Jahaan bhi dekho tera nishaan hai,
Mahraab-i dil men teri azaan hai,
Tu hi ahad hai, tu hi hai waahid,
Tu hi hai makhfi, tu hi jali hai.

Yeh sab tumhara karam hai aaqa
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai,
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.

Kisi ka ahsan kyoon uthayein,
Kisi ko halaat kyoon bataein,
Tum hi se maangen ge tum hi do ge,
Tumhare dar se hi lau lagi hai,
Yeh sab tumhara karam hai aaqa.
Ke baat ab tak bani hui hai,
Ye sab tumhaara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.

Allaah hu,
Allaah allaah hu, (x2)

Aye mere maalik
Ay mere maalik mere khaaliq mere haajat-rawa,
Jab naheen ho saath koyi
Jab naheen ho saath koyi bas tera hai asra.

Aye mere maalik mere khaaliq mere haajat-rawa,
Jab naheen ho saath koyi bas tera hai aasara,
Chhaaye kaheen jo gahra andhera,
Teri ‘ata se aaye sawera,
Teri hi khalqat chaand tare
Tu ne hi bakhshi yih raushani hai.

Yeh sab tumhaara karam hai aaqa
Yeh sab tumhaara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai,
Yeh sab tumhaara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.

Main faqeeri men bhi hoon kitna qalandar dekho,
Dekhne waalo zara mera muqaddar dekho,
Khata hui to khata ko meri chhupaaya hai tum ne,
Karam apna kar diya apna banaaya tum ne,
Kisi ka ahsaan kyoon uthaaen,
Kisi ko haalaat kyoon bataaen,
Tum hi se maangen ge tum hi do ge,
Tumhare dar se hi lau lagi hai.

Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.

Tu khuda-i lam yazil,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen,
Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
Tu hi awwal tu hi aakhir,
Tu ahad waahid bhi tu,
Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen
Tu khuda-i lam yazil

Tu khuda-i lam yazil,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen,
Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
Tu hi awwal tu hi aakhir,
Tu ahad waahid bhi tu,
Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen
Tu khuda-i lam yazil

Tu khuda-i lam yazil,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen,
Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
Tu hi awwal tu hi aakhir,
Tu ahad waahid bhi tu,
Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen
Tu khuda-i lam yazil
Maula
Dam Mast Kalandar
Music: Shuja Haider
Lyricist: Bari Nizami
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/urdu/Coke-Studio-Season-10-Episode-6/Dam-Mast-Qalandar/Rwk6aBpjA2U
Video:
Ali Ali..

Dam dam dam dam Ali Ali haq
Hardam hardam Ali Ali said (x2)

Ali da malang main te Ali da (x4)

Maula Ali naal nisbat meri
Maula maula maula Ali
Maula Ali naal nisbat meri
Chadh gaya mainu haidari rang

Dam mast qalandar mast mast
Dam mast qalandar mast (x4)

Ik vird hai dam dam Ali Ali
Ik vird hai dam dam Ali Ali
Safi laal qalandar mast mast
Safi laal qalandar mast mast
Lajpal qalandar mast mast

Dam mast qalandar mast mast
Dam mast qalandar mast
Dam dam qalandar mast mast
Dam dam qalandar mast mast

Ali ali..

Chhana unchiyan teriyan peeran
Howan door haneriyan peeran
Assan ae batheriyan peeran
Sun alzaji meriyan peeran

Ik vird hai dam dam (x2)

Ik vird hai dam dam Ali Ali
Ik vird hai dam dam Ali Ali
Safi laal qalandar mast mast
Jhoole laal qalandar mast mast
Ho lajpal qalandar mast mast

Dam mast qalandar mast mast
Dam mast qalandar mast (x4)

Ik vird hai dam dam Ali Ali
Ik vird hai dam dam Ali Ali
Ik vird hai dam dam Ali Ali Ali safiya

Ali maula

Nazar karam ki paavin saiyan
Bediyan ban’ne laavi saiyan
Bhull na kidre jaavi saiyan
Laya thor dikhavi saiyan

Aakhi ja malanga tu Ali Ali Ali Ali
Aakhi ja malanga (x2)

Aakhi ja malanga sach appe maan lain’ge
Aakhi ja malanga sach appe maan lain’ge
Aaj nai te kal saare Alia Ali kehn’ge
Aaj nai te kal saare Alia Ali kehn’ge
Mast mast mast

Dam mast qalandar mast mast
Dam mast qalandar mast
Dam dam qalandar mast mast
Dam dam qalandar mast mast

Dam mast qalandar mast mast
Dam mast qalandar mast (x2)

Jhoole laal qalandar mast mast
Ho lajpal qalandar mast
Shahbaaz qalandar mast mast
Safi laal qalandar mast
Arbaaz qalandar mast mast
Ho ikraz qalandar mast
Shahbaaz qalandar mast mast
Ho lajpal qalandar mast

Dam mast qalandar mast mast
Dam mast qalandar mast (x6)
Sab Maya Hai
Music: Shuja Haider
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/urdu/Coke-Studio-Season-10-Episode-5/Sab-Maya-Hai/OQYJRCtXbVE
Video:
Yeh ishq bhi ajeeb hai
Kabhi sacha kabhi jhootha
Dono taraf se
Mann mera mann tera loota

Ishq pawaiyaan zanzeeran (x2)

Sakku chuteyain ishq de teeran
Kapde leeran, Haal fakeeran

Ishq pawaiyaan zanzeeran
Ho Ishq pawaiyaan zanzeeran

Yeh ishq bhi ajeeb hai
Kabhi sacha kabhi jhootha
Dono taraf se
Mann mera mann tera loota

Majnu aap tamasha baneya nun
Maare pathar zamane huu
Laila wangu doli chadke
Yaar thige deewane huu

Aage har gaiyaan taqdeeran
Aankhiyan leeran, Haal fakeeran

Ishq pawaiyaan zanzeeran
Ho Ishq pawaiyaan zanzeeran

Mere dil da haal ki jane
Keena mileya
Loki bole pyaar ni karda
Main na maneya

Saara pind mainu jhalla aakhe
Mann mera kalla aakhe
Yaar toh sona naiyo milna naiyo milna

Sheesheyan wango tutde wekhe ooo..
Sheesheyan wango tutde wekhe
Yaariyan nu lutde wekhe
Pyaar da bhes watta Allah miya
Pyaar da bhes watta

Iwain kismat naal jiyo se
Khabar gayo se, haal wanjo se

Ishq pawaiyaan zanzeeran
Ho Ishq pawaiyaan zanzeeran

Sakku chuteyain ishq de teeran
Kapde leeran, Haal fakeeran

Ishq pawaiyaan zanzeeran
Ho Ishq pawaiyaan zanzeeran

Hoo..

Jab dekh liya har shaks yahaan harjayi hai
Iss shehar se dur ek kutiya hamne banayi hai

Aur us kutiya ke maathe par likhwaya hai

Sab Maya hai (x4)

Ishq kabhi sacha hai
Aur ishq kabhi jhootha
Dono hi taraf se usne
Mann mera loota

Dil ghabraye, jaan chali jaye
Maiya tera pyaar mangdi
Haye Maiya tera pyaar mangdi

Ishq pawaiyaan zanzeeran
Ho Ishq pawaiyaan zanzeeran

Sakku chuteyain ishq de teeran
Kapde leeran, Haal fakeeran

Ishq pawaiyaan zanzeeran
Ho Ishq pawaiyaan zanzeeran

Saku na meet bana we sawla (x4)

Dil ke maum meyad se
Anzaam toh na tha
Is ghar ka fark tha
Koi mehmaan toh na tha
Thi jinke dum se raunakein
Shehron main ja basse
Warna hamara gaun yun
Veeran toh na tha

Sab Maya Hai (x3)
Jaan-E-Baharan
Singer: Ali Zafar
Music: Shuja Haider
Lyricist: Tanveer Naqvi
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/urdu/Coke-Studio-Season-10-Episode-2/Jaan-e-Bahaaraan/NwU4SQZWQ2c
Video:
Jaan-e-bahaaraan rashk-e-chaman
Ghunchah-dahan seemeen-badan
Ay jaan-e-mann

Soul of springtime, Envy of the garden
Rosebud-lipped, Silver-bodied
O light of my life!

Jaan-e-bahaaraan rashk-e chaman
Ghunchah-dahan seemeen-badan
Ay jaan-e-mann
Jaan-e-bahaaraan

Soul of springtime, Envy of the garden
Rosebud-lipped, Silver-bodied
O light of my life!
Soul of springtime

Jannat ki hoorein tujh pe fida
Raftaar jaise mauj-e saba
Rangeen-ada tauba-shikan
Ay jaan-e-mann
Jaan-e-bahaaraan

The virgins of paradise offer up their life for you
You move as softly as the breeze at dawn
Entrancingly elegant, Bewitchingly beautiful
O light of my life!
Soul of springtime

Jaan-e-bahaaraan rashk-e chaman
Ghunchah-dahan seemeen-badan
Rangeen-ada tauba-shikan
Jaan-e-bahaaraan o jaan-e-mann

Soul of springtime, Envy of the garden
Rosebud-lipped, Silver-bodied
Entrancingly elegant, Bewitchingly beautiful
Soul of springtime, O light of my life

Jaan-e bahaaran o jaan-e-mann
Nazron ne teri kiya hai sitam
Qaus-e quzah ki yeh rangeeniyaan
Jaadu kiya hai yeh tune sanam

Soul of springtime, O light of my life!
Your beautiful eyes have mercilessly ensnared me
My world is bright with rainbow hues
Such is the spell that you have woven

Taubah hai taubah teri ada
Us ki ‘inaayat husn tera
Rangeen-jamaal naazuk-badan
Gul-pairahan sarw-e chaman
Jaan-e-bahaaraan o jaan-e-mann

God protect us from your deadly allure
Praise goes to Him for creating such loveliness
Sublime and ethereal, Delicate and dainty
Exquisitely graceful, Majestic as the cypress
Soul of springtime, O light of my life

Sham-e furozaan aankhen teri
Har ik nazar men jaadu-gari
Zulfen teri mushk-e khutan
Ay jaan-e-mann
Jaan-e-bahaaraan

Your eyes are luminous as the candle’s flame
Each glance brimming with enchantment
Your tresses have the fragrance of the musk of Tartary
O light of my life!
Soul of springtime

Ay naaz-parwar naaz-aafireen
Laakhon haseen hain tujh sa nahi
Khandah-jabeen, sheereen-sukhan
Ay jaan-e-mann, ay jaan-e-mann

O delicately-formed and tenderly-nurtured beloved
There are thousands of beauties, but none such as you
Smilingly cheerful, Sweet-spoken
O light of my life! O light of my life!

Ghunchah-dahan seemeen-badan
Rangeen-ada tauba-shikan
Har ik nazar mein jaadu-gari
Zulfen tiri mushk-e khutan

Rosebud-lipped, Silver-bodied
Entrancingly elegant, Bewitchingly beautiful
Each glance brimming with enchantment
Your tresses have the fragrance of the musk of Tartary

Ay naaz-parwar naaz-aafireen
Laakhon haseen hain tujh sa naheen
Khandah-jabeen, sheereen-sukhan
Ay jaan-e-mannay jaan-e-mann

O delicately-formed and tenderly-nurtured beloved
There are thousands of beauties, but none such as you
Smilingly cheerful, Sweet-spoken
O light of my life! O light of my life!
Allahu Akbar
Music: Shuja Haider
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/urdu/Coke-Studio-Season-10-Episode-1/Allahu-Akbar/J1wydzBdXXA
Video:
Ya kareem o ya ghaffaar o raheem o azeem o sari’ ur-raza
Uspe hi raazi rahun jo kiya tu ne mujhko aata

Yeh jo nadaamat ki maala hai mere gale men parhi

Tasbeeh is ko bana de ilaahi (x3)

Allaahumma inni as’aluka birahmatika
Ya z’ul-jalaal

Apne kiye pih jhukaaye hoon sar
dil mein ranj-o malaal

Tu jo sune nah sunaungga kisko yeh fariyaad main

Tu hi sami’ ul-baseer ul-mujeeb (x3)

Rabbe azaan-e bilaali bhi tu
Arham bhi tu aur jalaali bhi tu
Kun fayakun ka bhi khaaliq hai tu
Tu rabb-e mustafa
Allahu akbar

Tu rabbe murtaza
Allahu akbar
Rabbe siraat-I mustaqeem
Allahu akbar

Tu rabbe kaa‘bah
Allaahu akbar.

Nooh ki kashti ko dekhta hoon
Hauze nadaamat men dooba hua hoon

Ya raheem
Kar de tu mujh ko qurbat aata
Ya kareem
Dar-guzar kar de meri khata (x2)

Ya raheem
Rahmat ka teri talab-gaar hoon
Ya kareem
Bandah main tera gunaah-gaar hoon

Darya-e aatish men ham
bas yoonhi jal jaayenge
‘Gar tu sahaara bane
ya rabb sambhal jaayenge

Tu hi to wuh raushani hai kih
jis se main ghaafil huwa
Jaane anjaane gunaahon se
kuch bhi nah haasil huwa

Ho teri nazr-e karam to
yeh mushkil bhi tal jayegi

Tu hi lateef ul-khabeer ul-haleem (x2)

Rabb-e deewaar-I z’ul-qarnain tu
Rabb-e mai‘raaj-I kaunain tu
Rabb-e ismaa‘eel o zam-zam bhi tu

Tu rabb-e ibraaheem, Allahhu akbar
Tu rabb-e jibraaeel, Allahhu akbar
Rabb-e malaaika, Allahu akbar
Tu rabb-I kausar, Allahu akbar

Apne ghulaamon ki de ghulaami
Ya mutakabbir ya mughni ya mughni

Roz-e hashr ka andaazah naheen
Bakhshish ka saamaan laaya naheen
Hai meri iltija, karde qurbat aata
Karde rehm-o-karam,
miskeen hai tere dar pih khada

Mere iraade jo toote to
mujhko pata yeh chala
Teri hukoomat men hoga wahi
bas jo tu ne kaha.

Apne habeeb ke sadqe sun le meri yeh dua
Tu hi muqeet ul-haseeb ul-jaleel (x2)

Rabbe zarb-i haidar o hamzah bhi tu
Rabbe ‘asa-i moosa bhi tu
Tu rubaru bhi aur hai kubaku

Tu rabb-e ‘eesa, Allahu akbar
Tu rabb-e maryam, Allahu akbar
Rabb-e sahaabah, Allahu akbar
Tu rabb-e panj-tan, Allahu akbar

Nooh ki kashti ko dekhta hoon
Hauz-e nadaamat men dooba hua hoon

Ya raheem, Ya kareem (x2)

Kar de tu mujh ko qurbat aata
Ya kareem
Dar-guzar kar de meri khata
Ya raheem
Rahmat ka teri talab-gaar hoon
Ya kareem
Bandah main tera gunaah-gaar hoon
Kar de tu mujh ko qurbat aata
Dar-guzar kar de meri khata

Rahmat ka teri talab-gaar hoon
Bandah main tera gunaah-gaar hoon
Kar de tu mujh ko qurbat aata
Dar-guzar kar de meri khata
Rahmat ka teri talab-gaar hoon
Bandah main tera gunaah-gaar hoon